(5) Ppr pipe pressure testing

 ppr pipe pressure testing



Friend ise kahte hai pipe pressure testing machine yha tab kaam me aata hai jab ham pipe ka sara kaam kr liya hai us ke baad iska testing ka samye aata yha isliye test karte hai ki hamare pipe ke joint me kahi lekeg hai ki nhi 

Jis se hame kahi lekeg rahega to pata chal jayega aur ham apne final kaam se pahle sahi kr sakte hai jada tar ye ppr pipe test ke liye hota hai aur yha testing 20mm se lekar 63mm tak ki pipe ke testing ki jati hai yha 10 se 100 tak pressure de skte hai pressure dene ke baad ham ise 24 hours ke liye rakh dete iske baad hame pata chalta hai ki hamare pipe line bilkool thik hai aur ha jada pressure dene se pipe fat sakta hai iska bises dhayan dene ki jarurat hai ?

टिप्पणियाँ